Posts

Showing posts from July, 2017

Wish your friends, relatives birthday in Unique style

Image
Guys waise to jab kisi ka birthday hota hai toh ham sabhi ussko ek normal tarike se wish kar dete hai. But dosto aapne kabhi socha hai ki aap kisis ko ek sum hat ke,ek dum alag style se ussko birthday wish kare. To agar aap bhi chate hai apne kisi friend, reletives ke birthday or bhi shandar to ye video zaroor dekhe.    

How to get unlimited follower on Instagram

Image
Dosto agar aap bhi ek Instagram user hai or aapke followers zyada nagi hai or bahut pareshaan hai aapne saari tricks ko use kar liye hai to pls ek baar ye trick zaroor use kare isse agara aap 1 din fully issko dete hai to aapko mil skte hai 5k se bhi zyada follower To kaise karna hai ye sb jaane ke liye dekhe ye video

How to made secret video

Image
Agar aap hai kisi secret mission par or aapko bannaai hai koi secret video to dosto ek app ki madadd se aap ye sab kuch kar sakte hai Jaane ke liye dekhe ye video

Kanpur ke Kidawi nagar me hua dhamaka

Uttar pardesh ke Kanpur jile ke kidawi nagar ilake me Jha pad raat 12 baje bhi kaafi bhid hoti hai wha bom dhamaka hua hai leki issme kisi ko koi bhi haani nahi pahuchi hai iss sbko aatankiyon se related kaam btaya jaa rha hai yahi Hi nahi abhi kuch dino phaile Hi up ki vidhansabha me visfotak baramat hua tha jisse se saaf saaf zahir hota hai ki ye aatanki gatiwidhi hai Issi ke saath police iss poore maamle ki chanbeen me lagi hai or isske chalta police ko 2 kaartoos bhi mile